Tumne ruthne mein jaldi ki
bichar to waise bhi jana tha
جانے کیا واقعہ ہے ہونے کو
جی چاہتا ہے رونے کو
Jaane kiya waqiya hone ko hai
Ji chahta hai rone ko
Har bar mere samne aati rahi ho tum
har bar tumse mil kar bicharta raha hu main
Hum ji rahe hain koi bahana kiye baghair
us ke baghair uski tammana kiye baghair
Ghatain ho hi jati hain azaale bhi to mumkin hai
jise humse shikayat hai use kehna mile humse
داستاں ختم ہونے والی ہے
تم میری آخری محبت ہو
Dastan khatam hone wali hai
tum meri aakhri mohabat ho
شہر آباد کر کے شہر کے لوگ
اپنے اندر بکھرتے جاتے ہیں
Shahir abad kar ke shahir ke log
apne andar bikharte jate hai