Urdu Poetry Officials Sad Quotes Collection In Urdu
"auron ke liay jeetay thay, tho kisi ko shikayat na thi. thora sa apne liay kia soch leya zamane keliay khud gharz ho gay."
"Lafz insaan ke ghulam hote hain magar surf bolne se pehle tak bolne ke bad asnaan apne lafzo ka ghulam ban jata hai."
"Ache logon ka tumhari zindagi mein ana tumhari qismat hoti hai aur unhein sumbhal ke rkhna tumhra hunar"
"ALLah Talah ke faislon p eyaqeen takho zinagi asan ho jaye gi"
"kisi insan ko dukh dena itna san hai jtna sumandr mein pathar phainkna magr ye kio nehi janta ke wo pathar kitni gehrai mein gia hai"
"Ajeeb falsafa hai ke lafzo se khamoshi totti hai aue lafz he khamosh kar dete hain"
بعض اوقات دعائیں رب کے فیصلے نہیں بدلتیں۔مگرا ٓپ کا دل بدل دیتی ہیں۔
اور رب کے فیصلےکے مطابق کر دیتی ہے
"Baaz await duwain rub ke faisle nahe badalti. magar aap ka dill badal daithi hai our rub ke faisle ke mutabiq kar daithi hai."
جورات کے بعد صبح اورگرمی کے بعد ٹھنڈ دیتا ہے وہی خدا پریشانی کے بعد
خوشیاں بھی دے گا۔
"Jo raat ke baad subah or garmi ke baad thand daita hai wahi khuda pareshani ke baad khushyan be day ga."
"Agar aap ko bakeeza humsafar chahyee to khud ko paakeeza rakhain, chup kar namuhram se batain na karain. agar aap khud pakeeza nahe hongay to aap ko pakeeza rishta atha nahe kia jay ga."
جانتے ہو؟ بد نصیب کون ہوتا ہے؟ وہ! جسے اپنے رب سے دعا مانگنے کا بھی
وقت نہ ملے۔
"Janthay ho bad naseed kon hotha hai ? wo ! jisay apne rub se dua mangne ka bhi waqt na milay."
پاک
ہے وہ پروردگار جو گناہوں کو چہروں پر
عیاں نہیں کرتا۔
"Pak hai wo parwardegar jo gunahon ko chehron per ayaan nahe karta."
"Haqeeqi dardh wo hi jo dosron ko dard mai dhaikh kar milay. warna apna dard to jaanwar ko bhi mehsoos hotha hai."
"Kuch takleefay aise hothi hai, jin per maaf to kia jaa saktaa hai. laiken taluq nahe rakha ja sakta."
"Jo log apne dilon mei yaadon ke amanathain rakhtay hai. Wo zindagi mei kabhi bhoorhay nahe hothay."
کبھی کبھی مجبوریاں حوصلوں کو پست کر دیتی ہیں۔انسان چاہ کر بھی وہ نہی کر سکتا
جو وہ کرنا چاہتا ہے
"Kabhi kabhi majborian hosloon ko past kar daiti hai. insaan chah kar bhi wo nahe kar sakta jo wo karna chahta hai."
بعض دفعہ خاموشی وجود پر نہیں دل میں اترتی ہے۔ پھر اس سے زیادہ مکمل
خوبصورت اور بامعنی گفتگوکوئی اور چیز نہیں کرسکتی۔
"Baaz dafa khamoshi wajood per nahe dill me utharti hai, per us se ziadha mukkamal khoobsorat or ba maani guftagu koi our cheez nahe kar sakti."
"main ne kuch roz khamosh rah kar dhaika.
mera naam tak bhool gay mere sath chalne wale."
"chean kar khanay walon ka kabhi pait nahi bharta aur baant kar khanay walay kabhi bhukay nahi rehtay"
اگر کبھی کسی چیز کا غرور آنے لگے تو ایک چکر قبرستان کا لگایا کرو
وہاں آپ سے بھی بہتر انسان مٹی کے نیچھے دفن ہیں۔